Song Details ↴
Title Name - Aiyo Rama
Singer - Falguni Pathak
Lyricist - Ray LaMontagne
Lyrics ↴
Aiyo raama hath se ye dil kho gaya
Aiyo raama haath se ye dil kho gaya
Mujhe baali umariya me
baali umariya mein
Kuch ho gaya haye
Aiyo raama hath se ye dil kho gaya
Aiyo raama haath se ye dil kho gaya
Mujhe baali umariya mein
baali umariya mein
Kuch ho gaya haye
Aiyo rama hath se ye dil kho gaya
Aiyo raama haath se ye dil kho gaya
_#2
Koi muraliyaa madhur bajaake
Meethi meethi taan sunaake
Koyi muraliyaa madhur bajaake
Meethi meethi taan sunaake
Mujhe baali umariya mein
baali umariya mein
Kuch kar gaya haye
Aiyo rama haath se ye dil kho gaya
Aiyo raama hath se ye dil kho gaya
_#3
Laaj ka ghooghat khol gaya wo
Man se man ko tol gaya wo
Laaj ka ghoonghat khol gaya wo
Man se man ko taul gaya wo
Mujhe baali umariya mein
baali umariya mein
Kuch kar gaya haye
Aiyo rama haath se ye dil kho gaya
Aiyo raama hath se ye dil kho gaya
Mujhe baali umariya mein
baali umariya mein
Kuch Ho gaya haye
Aiyo rama haath se ye dil kho gaya
Aiyo raama hath se ye dil kho gaya
More Information ↴
Type - Filmy
Language - Hindi
Year - 2000
Label - Universal Music
Category - Beginning of Love
Download ↴
- Click on and Select SAVE AS PDF printer and save these lyrics in pdf format file on Your local storage.
- If You Like This Song and You Want To Download This Song, So Please Search on Search Engines.
The Lyrics Here




