Lyrics ↴
ho yeh mehandi ke boote
inke rang anokhe
yeh mehandi ke boote
inke rang anokhe
ek baar ye rang lag jaaye saari umar na chhoote
mehandi lagau kis naam ki
radha toh bani hain bas shaam ki
mehandi lagau kis naam ki
radha toh bani hain bas shaam ki
yeh mehandi ke boote
inke rang anokhe
_#2
shyaam ki bansi, jab bhi baji hai
radha ke mann mein, preet jagi hain
-shaam ki bansi jab bhi baji hain
-radha ke mann mein preet jagi hain
ho o o ghunghat mein radha sharmaye dekho
hoga milan yeh aas lagi hain
aati jaati har ek dhadkan tumse yahi kahegi
khushiya hain saari tere naam ki
radha to bani hain bas shyaam ki
mehandi lagau kis naam ki
radha toh bani hain bas shyam ki
_#3
radha ke mann ki radha hi jaane
shyaam na aaye bansi bajaane
radha ke mann ki radha hi jaane
shyaam na aaye bansi bajaane
lagta hain ke vrindavan mein
ab na raas rachegi
ab yeh kahaani kis kaam ki
radha toh bani hai bas shaam ki
ab yeh kahaani kis kaam ki
radha toh bani hai bas shaam ki
_#4
ho prem agan kuch aisi lagi hain
sirf akeli radha jali hain
prem agan kuch aisi lagi hain
sirf akeli radha jali hain
lagta hain ke aaj bhi radha shyam se nahi milegi
phir se judaai subah shaam ki
radha toh bani hain bas shaam ki
phir se judaai subah shaam ki
radha toh bani hain bas shaam ki
-yeh mehandi ke boote
-inke rang anokhe
-ek baar yeh rang lag jaaye saari umar na chhoote
Song Details ↴ 
| Title Name | - | Mehndi Lagaau Kis Naam Ki |
| Starring | - | Bobby Deol, Arjun Rampal, Amisha Patel |
| Singer | - | Udit Narayan, Alka Yagnik, Babul Supriyo |
| Lyricist | - | Dev Kohli |
| Type | - | Filmy |
| Language | - | Hindi |
| Year | - | 2006 |
| Label | - | T-Series |
| Category | - | Wedding Song |
FAQ ↴
How Can I Download "Mehndi Lagaau Kis Naam Ki" Song Lyrics in PDF Format ?
Click on and Select SAVE AS PDF printer and save these lyrics in pdf format file on Your local storage.
How To Download "Mehndi Lagaau Kis Naam Ki" Song in MP3 Audio Format ?
If You Like This Song and You Want To Download This Song, So Please Search on Search Engines. and Download This Song for Free.
What is Movie Name of "Mehndi Lagaau Kis Naam Ki" Song ?
"Mehndi Lagaau Kis Naam Ki" Song Played on "Humko Tumse Pyaar Hai" Film.
This Song Written By "Dev Kohli".
Who is the singer of "Mehndi Lagaau Kis Naam Ki" Song ?
"Udit Narayan, Alka Yagnik, Babul Supriyo" has sung "Mehndi Lagaau Kis Naam Ki" Song.




