Lyrics ↴
Soch, Kitna Maza Aayega
Jab Hum Tum
Pahado Ke Shehar Mein Rahenge
Aur Tere Mere Din Bhi Kuch
Ghanto Mein Guzrenge
Soch, Kitna Mazaa Aayega
Jab Hum Tum Bas
Ek Hi Sadak Pe Chalenge
Hathon Mein Hath Liye
Bas Baatein Karenge
Baatein, Kuch Anjaani Si
Kuch Nakli Si, Kuch Deewaani Si
Oh Humpe Yeh Samaa Bhi, Muskurayega
Soch, Kitna Mazza Ayega
_#2
Aam Ka Paudha
Jo Bachpan Me Boya Tha
Ek Raja Ka Beta
Jo Jungle Mein Khoya Tha
Ek Aam Ka Paudha
Jo Bachpan Mein Boya Tha
Ek Raja Ka Beta
Jo Jungle Mein Khoya Tha
Oh Teri, Ye Sab Baatein
Mujhe Achchi Lagti Hain
O Jab Tu Choti Si Aur Pyari Si
Paanch Saal Ki, Ek Bachi Lagti Hai
Ho O Koi Puraana Kissa Tere Chehre Pe
Hansi Layega
Soch Kitna Maza Aayega
| Title Name | - | Kitna Maza Aayega |
| Singer | - | Gajendra Verma |
| Lyricist | - | Gajendra Verma |





