Lyrics ↴
wo gaye chhod kar
mera dil todkar
wo gaye chhod kar
mera dil todkar
zindagi jee khatam ho gayi
ya khuda is qadar teri duniya haaye
kyun beraham ho gayi
ya khuda is qadar teri duniya haaye
kyun beraham ho gayi
_#2
pyaar jinse kiya dil ne yun toot kar
ban ke khanjar wo dil me utar kyun gaye
jinke haantho hua katl mera wo hi
meri maiyat me aa kar mukar kyu gaye
jaan deti thi jo meri muskaan pe
chaahte kyun kam ho gayi
ya khuda is qadar teri duniya haye
kyun beraham ho gayi
ya khuda is qadar teri duniya haye
kyun beraham ho gayi
_#3
jinke baahon me hum yun fanaa ho gaye
chaar pag kabr par meri aa na sake
itne khudgarz kaise huye hamnasheen
pyaar jhutha sahi par jataa na skae
maut ke baad bhi chain mil na saka
ashiqui yun jakham ho gayi
ya khuda is qadar teri duniya haye
kyun beraham ho gayi
ya khuda is qadar teri duniya haye
kyun beraham ho gayi
Title Name | - | Ya khuda |
Singer | - | Khesari Lal yadav |
Lyricist | - | Anupam Pandey |